Guzar gaye wo zamane, jab hum khat likha karte the..
Ek alag kism ki khushi hoti thi, khat likh kar...khat padh kar...
Tamaam tareeke hain ab milne-julne ke, baat karne ke...
Par wo khushi ab waisi nahi rahi...shayad intzaar bhi waisa nahi raha...
Wo kagaz ki khushboo, wo designer letter-pads...
Aur kabhi kabhi unn par tapke hue aansuon ke nishaan, aur unse miti hui syaahi..
Mails, twitter, messages aur calls me wo ehsaas nahi...
Sach nahi bataate ye naye tareeke....
Khat likhna bhi chaaho, to use padhne wala koi nahi hai...
Ajeeb si jaldbaazi hai sabko...

No comments:
Post a Comment